Saturday, December 5, 2009

khatayein

Khata teri thi yan meri
is uljhan mein yeh pal
haseen lamhe kal huye
do ghadi ham khafa thea
kuch palchin tum roothe

kahin bandhaan ke dhaage
inhi uljhano mein uljah na jaye
dua hai ab bas khuda se itni
tum hamhein aur hum tumhe
uljahnao mein bhi samjh paayen !!

1 comment: