Friday, May 21, 2010

Arzooo

kabhi iss dil ne teri arzoo na ki thi
phir bhi na jaana kaise tamana ho gayi
tujhse mulaqaat kabhi sochi na thi
phir bhi itefaq ka bahaana ho gayi